Shayari SMS Page 20
=Apna 'Jism' mat tarash, Issay mitti mein hi jana hay=
=Apni 'Rooh' ko tarash ap ibn-e-adam, Issay Khuda k paas jana hay=
| Submitted By Muneer |
Lafzon ki tamheed mujhe baandhni aati moHSin
Hum tumko yaad kartay hein seedhi si baat hay
| Submitted By Muneer |
Najane kon c lazat hai mere daed mein 'wasi'
K main jab bhi hansta hon tou aankhein beegh jati hain
| Submitted By Muneer |
Maang liye hein teri zindagi k sabhi dukh yeh keh kar
Ya rab woh bohut masoom hai uski hifazat karna
| Submitted By Muneer |
Aasan nahi mohabbat ka ghar abad karna -Aatish-
Ye un ka kaam hay jo zindagi barbaad karte hain
| Submitted By Muneer |
In dosti ki rahoon mein dhoka na dena FaRaZ
Mera yaqeen tujh pe aisa hay jaise zindagi ka mout par
| Submitted By Muneer |
Jab naaz tha hum ko kismat par hans hans k duniya milti thi
Jab basti dil ki ujarr gai, Ab dost kinara kartey hain
| Submitted By Muneer |
Log apne bana ke chor dete hain
Rishte gairo se jor lete hain
Hum to ek phool bhi na tor sake
Log to dil bhi tor dete hain
| Submitted By Muneer |
Wo mujh se poochta hay kis kis ke khuwaab dekhte ho
Be-khabbar jaanta nahi ke yaadein uski sonay Kahaan deti hein
| Submitted By Muneer |
Mujhe Inkar Hi Karde Magar Kuch Guftugu Tou Kar
Tera Khaamosh Sa Rehna Mujhe Takleef Deta Hay
| Submitted By Muneer |
<<First <Previous 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 Next>

