Shayari SMS Page 11



1


Hamra haq to nahi hai phir bhi yeh tum se kehtay hain, M0hSiN

Hamaari zindagi tum ly lo magar udaas mat raha karo


Submitted By Muneer
2


Ye sangdilon ki dunya hy yahan sambhal k chalna Dost

Yahan palkon pe bithaya jata hy nazron se girane k liye


Submitted By Muneer
3


Waise to theek rahon ga main un sy bichar kar wASi

Bus dil ki sochta hon dharrakna na chor dy


Submitted By Muneer
4


Hum Itne Khoobsurat Tou Nahi Hain "Humnasheen"

Magar Haan!

Jisey Aankh Bhar Ke Dekh Lein Usay Uljhan Mein Daal dete Hain


Submitted By Muneer
5


Samandar se seekhi hai pyaar ki gehrai, Raat se seekhi hai lambi tanhai

Chaand se seekha hai hum ne deedar-e-yar or mohabat se seekha hum ne sirf "Intizaar"


Submitted By Muneer
6


"JUDAI"


Koi ro kar juda hota hai
Koi hans kar juda hota hai

Lekin juda hone ka gham tab hota hai
Jab koi kisi ka ho kar juda hota hai.


Submitted By Muneer
7


Gham ne hansne na diya chahat ne roone na diya,
Isi uljhan ne faisla hone na diya

Raat aaj to sitaron ne tasali di,
Neend aai to teri yaad ne soney na diya,


Submitted By Muneer
8


Ehsas k daman pe aansu gira kar dekho,
Pyaar kitna gehra hy aazma kar dekho

Aap ko bhula kar kya hogi dil ki halat,
Kabhi aaine par pathar giraa kar dekho


Submitted By Muneer
9


Kal tak jo log thy dosti ko bibhaney wale,
Ab wohi log hain tanha chor jane wale

Chor jate hain raston mein akela aksar,
Baaton baaton mein apna banane wale


Submitted By Muneer
10


Log Aik Phool Se Izhar-e-Wafa Kar Lete Hain FaRaZ

Hum Ne Phoolon Se Qabar Sajadi Apni Phir Bhi Woh Na Maane


Submitted By Muneer



<<First     <Previous     11   12   13   14   15   16   17   18   19   20     Next>  

Newer Post Older Post