Shayari SMS Page 3



1


Tum hi ney sawaar kiya tha Mohabat ki kashti pe "FARAZ"

Ab nazrain na chura mujhy doobta huwa bhi dekh


Submitted By Muneer
2


Torr Gya Wo Hum Say Har Taluq Faqt Itna Keh K *Mohsin*
Ujjray Hoye Logon May Hum Bsa Nhi Kartay....


Submitted By Muneer
3


Tum Jab Bhi Milo Tou Nazrein Utha Kar Mila Karo "Mohsin"

Mujhe Pasand Hai Tumhari Aankhon Mein Apna Ap Dekhna...!


Submitted By Muneer
4


Kabhi Daikh Dhoop Mein Kharay Tanha Shajjar Ko "Mohsin"

Aisay Jaltay Hain Waffaon Ko Nibhanay Walay


Submitted By Muneer
5


Kiya rakha hy apni zindagi k is afsanay mein FARAZ

Kuch guzri yaar bnanay mein kuch guzri yaar mnanay mein


Submitted By Muneer
6


Ye Zaruri nahi k Hum ko har pal yaad karo 'Faraz'

Magar bhool jao is ki bhi ijazat nahi tumhen


Submitted By Muneer
7


Aankhein khuli to jaag uthi hasratein 'Faraz'

Usko bhi kho diya, jisse paaya tha khuwab mein


Submitted By Muneer
8


Mat "CHEEN" mere "LAB" se apna "NAM" is tarah "FARAZ"

"BE-NAAM" zindagi mein tera "NAAM" hi to hay


Submitted By Muneer
9


Duniya ka Yaqeen kaein bhi tu Kaise karein "FARAZ"

Apni hi Aankh ka Aanso bhi nikla tu kisi aur k liye


Submitted By Muneer
10


Milna etefaak tha bicharna Naseeb tha
Wo etna door chala gaya jitna Qareeb tha

Basti k saray log atish parast thay
Jalta raha mera ghar or smandar Qareeb tha


Submitted By Muneer



1   2   3   4   5   6   7   8   9   10     Next>

Newer Post Older Post