Shayari SMS 80



1

Tere jane k bad sirf itna sa gila raha hum ko "Faraz"
To palat kar dekh jata to zindagi intzaar mein guzar dety..


Submitted By Muneer
2

Hamain bhi yaad rakhna jab likho tareekh-e-wafa Sagar....
K hum ne bhi lutaya hai chaman mein aashiyaan apna...


Submitted By Muneer
3

Hum par Guzri kia kia tum sun pao ge
Naazuk sa Dil Rakhte ho rone lag jao ge

Buhat Dukh Diye hein taQDeer or Dunya ne
Paas mere mat Aana warna Ulajh jao ge.,


Submitted By Muneer
4

Ye Mat Sochna Ke Ghafil Hogaye Hain Tumhari Yaad Se....!!
Bas Tumhain Masroof Samajh Kar Tang Nahi Kartay...


Submitted By Muneer
5

Zamane wale aksar mere marne ki dua karte hain
Na jane wo kon sa shakhs hai jis ki dua se main jee raha hon..


Submitted By Muneer
6

Mainy Ussey Pucha Tha ,Kya Dhoop Main Barish Hoti Hai,
Wo Hanstey Hanstey Roney Lagi,Aur Dhoop Ma Barish Honey Lagi...


Submitted By Muneer
7

Teri talab mein jalaa daalay saaray aashiyanay Mohsin,
Kahaan rhoon main, tery dil mein ghar banany tak.


Submitted By Muneer
8

Wo chup Rehta Tha Magar Nighaahen BoltiThi" ...,wasi,...
Kuch Log khaamosh Reh Kar B "dil" Jeet Jaatay Hain.


Submitted By Muneer
9

kya gham hai kya khushi maloom nahi
Wo apna hai k ajnabi maloom nahi

Jis k bina ik pal nahi guzrta ,faraz,
Kasey ye umar guzray gi maloom nahi..!


Submitted By Muneer
10

Mere Sajdo k Tasalsul ko tu kya janey aye mere dost...
Sir Jhukaya teri khushi mangi...Hath uthaya to teri zindagi mangi!


Submitted By Muneer


<<First     <Previous     71   72   73   74   75   76   77   78   79   80     Next>  

Newer Post Older Post