Sardar SMS Page 4
Sardar pizza leney bakery pe gaya
Bakery wala: Sir pizza k 4 piece karney hain ya 8?
Sardar: 4 kar dyo
Pata nae 8 khady v jandy ny k nae
| Submitted By Muneer |
Elaan ho raha tha aik bach mila hai jin ka hai aa kar le jayen
To sardar aaya kehne laga.....
Mujhe bhi dikhao jin ka bacha kesa hota hai
| Submitted By Muneer |
Man: Sardar ji aap k dost ka intikaal ho gaya hay aap gaye kyon nahi?
Sardar: Haramkhor ne mujhe bulaya hi nahi
| Submitted By Muneer |
1 Sardar dosre se: Main aur meri girlfriend shaadi kar rahay hain?
Doosra Sardar: Woww Shaadi kab hay?
Sardar: Meri 7 October ko or uski 13 November ko.
| Submitted By Muneer |
Ek sardar bandooq le kar machli ka shikar karne jungle mein gaya!
Chor yaar tu bhi sardar nikla,
Joke tou oper hi khatam ho gaya tha.
| Submitted By Muneer |
Sardar Police Station gaya or bola: Mujhe arrest karlo, Main ne apni bv k sar pe danda mara hay.
Police: Wo mar gai kia?
Sardar: Nae wo to bach gai, ab meri khair nae!
| Submitted By Muneer |
Judge: Tum teesri baar adaalat mein aa rahey ho tumhein sharam nahi aati?
Sardar: Ha ha ha ha
Tum roz aatey ho, tumko aati hay?
| Submitted By Muneer |
Sardar driver ko road accident karne par pakar liye gaya...
Judge: Accident kaisy hua?
Sardar: O pata nai ji main te suta hoya c......
| Submitted By Muneer |
Ek sardar hospital k bahir ro raha tha...
Kisi ne pocha k kyun ro rahay ho?
Sardar: Puray 20 saal baad bacha paida huwa
O v nikka jiya!
| Submitted By Muneer |
Sardar class mein hans raha tha...
Ek larka bola: Stand up! kon ho tum?
Sardar bola: tum kon ho?
Larka: Main monitor hoon...
Sardar: Main C.P.U hoon.
| Submitted By Muneer |

