Shayari SMS Page 39
Jo Dil K Ainay Mein Ho Wohi Hay Pyaar K Qaabil Faraz
Warna Deedar K Qaabil Tou Har Tasveer Hoti Hay
| Submitted By Muneer |
Teri "Mohabbat" ka "Ehsaas" is tarha "Racha" hy mujh mein Faraz
Kay "Apny" hi "Badan" se aati hy "Khushbo" teri
| Submitted By Muneer |
Dil k dard ko lafzon mein dhala nahi gaya
Ghum k aansoun ko aankhon se nikala nahi gaya
Uss ne mujhe dard iss liye diya
Kyun k us se mera pyaar sambhala nahi gaya
| Submitted By Muneer |
Kuch mohabbat ka Nasha tha pehle humko 'Saqi'
Phir dil jo toota tou Nashay se hi mohabbat ho gayi
| Submitted By Muneer |
Main ne kaha k bohut pyaar aata hai tum par
Woh muskura k boli tumhein aur aata hi kiya hai
| Submitted By Muneer |
Ab k karna tou kisi aise ki chahat karna
Jis ko aata hi na ho shikwa shikayat karna
Pehle khushbu k mizaajon ko parakh lo
Phir gulistaan mein kisi gul se mohabbat karna
| Submitted By Muneer |
Nigahon sy qatal kar dalo, Na ho takleef dono ko
Tumhein khanjar uthaney ki, Humein garden jhukany ki
| Submitted By Muneer |
Har dil faryaad nahi karta
Har koi kisi ko yaad nahi karta
Bhool jayen aap ko ik pal k liye bhi
Iss baat par dil aitbaar nahi karta
| Submitted By Muneer |
Kiss qadar khoob hai dil lagi aapki
Humein aaj bhi yaad hai dosti aapki
Jub bhi fursat lamhe milte hain humein
Shiddat se mehsoos hoti hai kami aapki
| Submitted By Muneer |
Hum log tere shehar mein khushbu ki tarha hain Faraz
Mehsoos tou hotay hain dikhaai nahi daitay
| Submitted By Muneer |
<<First <Previous 31 32 33 34 35 36 37 38 39 40 Next>

