Islamic SMS
Insan ki average age 60 years or wo har Namaz par 16-Minuts sarf karey tou 60 years mein sirf 3 years lagen gay ALLAH ki ibadat mein jis ne hamen zindagi, sehat aur jawani di kya hum uss kay liye 3 years b sarf nahi kar saktay?
Submitted By Muneer |
1. Agar ap ksi bemari se bchna chahty hain,
Tou sura-e-fathiha mein har bemari ki shifa hai
2. Agar ap ki murad puri nahi hoti,
Tou rozana sura-e-yaseen ki tilawat kren.
3. Agar rizq mein brkat chaye,
Tou rozana sur-e-waqeya parhen.
4. Agar ap ko qabr k azab ka dar hay,
Tou rozana raat ko sura-e-mulk parhen.
5. Agar dunya k har jagray se nijat hasil karni hay,
tou Quran ki tilawat ko apni adat bna lein!
Frwrd this msg
Submitted By Muneer |
*Best MSG Ever*
Kabhi b apne naseeb ko bura mat kaho
Q k ye naseeb hi hai k tum MUHAMMAD (S.A.W.W)
K ummati ho.
)Subhan Allah(
Submitted By Muneer |
~ Best MSG ~
Masroof zindagi NAMAZ ko mushkul bana deti hai.
Lekin....
NAMAZ masroof zindagi ko B aasan bana deti hai.
Submitted By Muneer |
!JO NAMAZ KO AHMIYAT NAHI DETA'
USEY MARTE HOAY YE YE 3 SAZAIN MILTI HEIN...
1. Wo zaleel marta hay.
2. Wo bhoka marta hay.
3. Samandar ka pani b p lay wo pyasa hi marega.
Allah Mujhe aur Aap sub ko 5 waqt ka Namazi bnaey(Aameen)
Submitted By Muneer |
(Namaz ki shan)
Jab tum namaz k liye khare hote ho to sir se aasman tak rehmat-e-lahi ghata ban k cha jati hai,
Farishtey tere chehrey ki taraf jama ho jate hain,
Ek Farishta pukarta hai k Ay Namazi agar tu dekh ly k tere samney kon hai aur tu kis se baat kar raha hai to "Allah" ki qasam tu qayamat tak salam na phere.
Please Namaz ki pabandi kijiye
Submitted By Muneer |
Aik admi ka oonth(camel) raat ko bohut rota tha,
Wo admi Hazrat Muhammad (S.A.W.W) k pas aya or sara haal btaya,
Ap (S.A.W.W) ne oonth se rone ki waja pochi to oonth ne kaha k ye admi raat ko isha ki namaz nae parhta hai to raat ko is k bistar k neechay ag ko dekh kar main rota hon.
Submitted By Muneer |
Apna 'Jism' mat tarash
Issay mitti me hi jana hai...
Apni 'Rooh' ko tarash Ay ibn-e-aadam
Issay Allah k pas jana hai.
Submitted By Muneer |
*Namaz k Fayede*
1. Chehre ki nooraniat
2. Dil ka noor
3. Jism ki raahat
4. Qabar mein saathi
5. Nuzool-e-Rehmat ka zariya
6. Aasmano ka chaabi
7. Mizan-e-hisab ka wazan
8. Allah ki raza
9. Jannat ki kunji
10. aag se bachao ka zariya
11. Rizq mein barkat
12. Behayai se bachao
Submitted By Muneer |
Kya ap UNLIMITED darood parhnay k project mein parter ban'na pasan krein gay?
Yes
To DAROOD parh kar is msg ko forward karein
Submitted By Muneer |